Tip:
Highlight text to annotate it
X
Yaara... Manzilein ruswa hain
Khoya hai raasta Aaye le jaaye
Itni si ilteja Ye meri zamaanat hai
Tu meri amaanat hai aa...
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu Ro rahi hun main
Sun raha hai naa tu Kyun ro raha hun main (x2)
Yaara...
Waqt bhi thehara hai Kaise kyun ye huaa
Kaash tu aise aaye Jaise koi duaa
Tu rooh ki raahat hai Tu meri ibaadat hai
Apne karam ki kar adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu Ro rahi hun main
Sun raha hai naa tu Kyun ro raha hun main (x2)