Tip:
Highlight text to annotate it
X
** Baani Swami Ji Maharaj **
Kar Do Naam Deewana Ji Ab Kar Do Naam Deewana
Main Taakun Shabad Nishaana
Mohe Kar Do Naam Deewana Ji Ab Kar Do Naam Deewana
Maangoon Ek Guru Se Daana
Ghat Shabad Diyo Pehchaana
Kar Do Naam Deewana Ji Ab Kar Do Naam Deewana
Mann Saath Sadaa Parmaana
Kar Kirpa Karam Chudaana Ji
Ab Kar Do Naam Deewana

Surat Chadey Sunay Sunn Taana
Mann Maaro Karam Nishana Ji
Ab Kar Do Naam Deewana
Kar Do Naam Deewana Ji Ab Kar Do Naam Deewana
Sabb Chhutey Baan Ko Baana
Satt Shabad Mille Dridah Thaana Ji
Ab Kar Do Naam Deewana
Kar Do Naam Deewana Ji Ab Kar Do Naam Deewana
Koi Kareey Na Meri Haana
Mohe Tum Par Bal Bal Jaana Ji
Ab Kar Do Naam Deewana
Kar Do Naam Deewana Ji Ab Kar Do Naam Deewana
Kal Dhaara Mujhe Naa Bahaana
Mohe Denaa Shabad Thikana Ji
Ab Kar Do Naam Deewana
Kar Do Naam Deewana Ji Ab Kar Do Naam Deewana
Mann Ho Gayaa Bahut Nimaana
Ab Radha Soami Charan Samaana Ji